Posts

Showing posts with the label Muhammad Mehmood Attari

Safar Hamaara bhi Sarkaar ho Madine ka Lyrics || Muhammad Mehmood Attari || Roman(Eng) & Hindi(हिंदी)

Roman(Eng) : Safar Hamaara bhi Sarkaar ho Madine ka Ye Iltijaa hai ke Deedaar ho Madine ka Ye Aarzoo hai Madine ki ab Ziyaarat ho Huzoor Saare Gulaamon pe Ye Inaayat ho Madina dekheinge Ham bhi Madina dekheinge Khudaara, Aaqa ! Gulaamon pe Aesi Rahmat ho Nazar ke Saamne Gulzaar ho Madine ka Safar Hamaara bhi Sarkaar ho Madine ka Ye Iltijaa hai ke Deedaar ho Madine ka Tumhaare Roze pe Jis Waqt Haazari hogi Yaqeen hai ke bahot Pyaari wo gadi hogi Zabaan pe Wird rahegaa Durood ka Us Dam Nigaah Gumbade Khazra ko chumti hogi Ya Saiyyadi Hamein Deedaar ho Madine ka Safar Hamaara bhi Sarkaar ho Madine ka Ye Iltijaa hai ke Deedaar ho Madine ka Jo Rango Noor se Roshan Madina Saara hai Khuda ne Aaqa Tumhare liye sanwaara hai Ham Is liye to Madine ko Yaad karte hein Suna hai Hamne Madina bahot hi Pyaara hai Bulaawa Ab Mere Sarkaar ho Madine ka Safar Hamaara bhi Sarkaar ho Madine ka Ye Iltijaa hai ke Deedaar ho Madine ka हिंदी: सफर हमारा भी सरकार हो मदीने का ये इल्तिजा है के दीदार हो मदीने का ये आ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا